Thursday, August 24, 2017
Somebody posted this on other group for piles medicine
100 gram neem ki sukhi nimbori (neem seeds) jo ki pansari ki dukan par aasani se mil jaegi un ko le kar dho le saaf kar k dhup m sukha le abh un ko mixture grinder m daal kar powder bana le..abh un ka jitna bhi weight bacha ho(ek baar weight kar le)utne weight m gud lenaha hai phir gud ko pan m dal kar melt kar le tabhi neem ki nimbori ka powder add kare aur acche se mix kar le..gass band kar de aur choti choti goliya bana le... yaad rakhe goliya beter garam hoga tabhi banengi thanda hone par wo tight hone lagta hai) piles ki jada problem ho toh 2 goli subhe 2 goli sham ko le pani k sath.baad m jaab theek ho jaye toh 1 time khaye... is dawai ka koi bhi side effect nahi hai sasti aur ek dum bhadiya dawai hai..m app sub k liye dawai ki pic bhi post kar rahi hun.
N many have benefitted from it
I thought of sharing it here also
hello everyone aaj m aapko ek bahut hi bhadiya dawai batane ja rahi hun jo ki piles (khuni bawasir)b m kaam aati hai. piles ek bahut common bimari hai aur dr.k pass aap jenge wo dawai dega bolega k oily food meetha mat khana..but kitne din tak? are yaar insan hai hum kab tak man ko marenge..toh m apko jo batane wali hun wo aap bhi use kar sakte hai mere husband ko kareeb 5 ya 6 saal pehle piles huyi thi bahut pareshan rehte the..dawai bhi karai last m dr.bole k operations karna padega..operations k baad bhi piles k masse dubara aa jate hai..maine kafi desi dawai di unko but no faiyda..ek din ek book m se padh kar maine un k liye ek dawai banai such m yakin nahi hoga apko k kuch dino m wo bilkul theek ho gaye..abh wi jo man karta hai wo khate hai khane k baad bus 2 goli daily kha lete hai 5 saal se jada ho gaye abh un ko koi problem nahi hoti..maine yeh dawai kafi logo ko batai hai un sub ko faida hua hai toh maine socha k aap sub ko bhi bata dun.... abh m apko dawai batati hun
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Food habits in Ayurved
The more you let Ayurveda and Yoga become the basis for your living, the easier living gets. Here are Some Ancient Indian Health Tips. - quo...
-
Bisterno parorey, afankhya janore, hahakar sunio nisabdth nirovey, Bhural hui tumhi, bhural hui bura ki aur………. (Bisterno parorey...
-
Rajiv Dixit Research गर्म पानी के फायदे ■■■■■■■■■■■■■■■■■ अगर आप स्किन प्रॉब्लम्स से परेशान हैं या ग्लोइंग स्किन के लिए तरह-तरह ...
-
One of the students of Dhanvantari approached his teacher after finishing his full course of Ayurveda (the ancient Indian science of medicin...
No comments:
Post a Comment